Monday, August 28, 2006

Tere Bin...

An awesome song. Sung by a pakistani singer Atif. And damn! what a voice.

Tere Bin main yun kaisay jiya
kaisay jia tere bin
tere bin main yun kaisay jiya
kaisay jiya tere bin

Lay ker yaadain teri raatain meri katti
lay ker yaadain teri raatain meri katti
mujh say baatain teri kerti hain chandni
tanha hai tujh bin raatain meri
din mere din kay jaisay nahi
tanha badan tanha hai
nam meri aankhain rahaya ja mere ab rubaru
jeena nahi bin tere

tere bin main yun kaisay jiya
kaisay jiya tere bin
tere bin main yun kaisay jiya
kaisay jiya tere bin

kab say aankhain meri rah may tere bichi
kab say aankhain meri rah may tere bichi
bhulay say hi kabhi tu mil jaye kahin
bhulay na mujh say baatain teri
bheegi hain her pal aankhain meri
kiun saans loonkiun main jiyu
jeena bura sa lagay
kiun ho gaya tu baiwafa mujh ko bata day waje

tere bin main yun kaisay jiya
kaisay jiya tere bin
tere bin main yun kaisay jiya
kaisay jiya tere bin

1 comment:

  1. hey shubhraa

    good blog.

    Keep posting regularly !

    ReplyDelete