Sunday, September 21, 2008

Tata Indicom

This is one ad I’ve really liked in today’s times:

Ye choti sadke kahin na kahin to khulengi
(Someday these narrow roads will open to a greater tomorrow)

Suna hai ki khwaabon ko kamare mein band rakhne se par nikal aate hai
(I’ve heard that if you lock your dreams in a room, you grow wings)

Khwaabon ko udne ke liye thodi practice aur chahiye
(For your dreams to fly, you need some practice)

Raah mein milestones sirf duriyaan batate hai
(Milestones in your path only tell you the distances you need to travel)

Sust sadkon ko bhi kadamo ki aahat zaroori hai
(Even lonely roads need the wake up call of footsteps)

Tata Indicom - taaki aap aur aap ke khwaabon ke beech main koi na aa sake
(Brand x - So that nothing comes between you and your dreams)

Aur aap sun sake aapne dil ki awaaz
(And u can listen to the sound of your heart)

No comments:

Post a Comment